O Sanam - Lucky Ali



Shaam Sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yu tadpati hain
O Sanam Mohabbat ki kasam…


Milke bichad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door hogaya
O Sanam teri yadoon ki kasam…


Samjhe zamaana ke dil he khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se ab na humko girana
Mar bhi gaye toh bhool na jaana…


Ankhon mein bassee ho
Par door ho kahin
Dil ke kareeb ho
Yeh mujhko hai yakin
O Sanam tere pyar ki kasam…